Sorry SMS Collection in Urdu Text
{YBA} There is latest sorry sms collection in Urdu. Sorry, it is perhaps the first word we say after committing a mistake. Some situations demand more than a simple sorry to convey genuine apology.
SORRY Means
S-Some
O-One
R-Really
R-Remember
Y-You
Send these sorry SMS and bring a smile on your loved one’s face, making him/her forget your mistake.
1. Galti ki Muafi Daydo
Kar dijiye maaf agar ho gai hai koi khata
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yun yaad na kar ke saza to na dijiye.
2. Sharat Muaf
Tum baat baat par ankh nam na kiya karo
Yeh shararat bhara lehja tau aadat hay hamari,
3. Sorry Without Mistake
Kesey hum apko manain bus aik baar bata do
Meri ghalti mera kasoor mujhy yaad dila do.
4. Mazrat Khawah hin
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyun ho khafa yeh zara bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
5. Powerful Word Sorry
Dosti main dooriyan to aati rehti hain
Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai
Wo dosti hi kiya jo naraz na ho
Per sachi dosti dosto ko mana leti hai
6. Rooth na Jana
Tum hasti ho mujhe hasane ke liye,
Tum roti ho mujhe rulane ke liye,
Tum ek bar rooth kar to dekho,
Mar jaoun ga tumhein manane ke liye.
7. Sorry Khafa Kun ho
Jo bhe mila woh ham se khafa mila,
Dekho dosti ka kya hamein sila mila,
Umar bhar rahi faqat wafa ki talash,
Par har shaks mujh ko bewafa mila.
8. Khata Muaf Kardo
kabhi tum lout k aao mujhe bas itna samjhao
Kahan se seekh li tum ne ada mujh ko bhulane ki
Tumhain mujh se shikwa tha ya koi bhi shikayat thi
Zehmat to zara si thi, na ki koshish batane ki.
9. Sorry Galat Samajhy
khamosh thy hum to magroor samjh lia,
Chup thy hum to majboor samjh lia,
Yahi to aap sey aik galti hui hay janaab,
Itnay kareeb thy hum phir b door samjh liya.
10. Sorry Naraz Naho
Aaj kun baithy ho naraz hum say,
Dil tor baityh ho khafa ho hum say,
Narazge ki bat hi to rooth jawo hum say,
Par roothny ke wajah to koi poocha un say.
11. Sorry for Misunderstanding
Khawab dekhey bhi nahi aur toot gaye
Hum unse miley bhi nahi aur wo rooth gaye
12. Excuse-me Plz Forgive me
BOHUT UDAAS HAY KOI TERE JANE SE
HO SAKE TO LAUT KE AA KISI BAHANE SE
TU LAAKH KHAFA SAHI MAGAR EK BAR TO DEKH
KOI TOOT SA GAYA HAI TERE RUTH JANE SE